Siya Tum Kahan Ho Song Lyrics – An emotional devotional track sung by Shahid Mallya & Vaishali Samant from the movie Mahakavya Shri Ramayan Katha. Starring Dev Sharma & Anjali Arora. Full lyrics here.
Siya Tum Kahan Ho Lyrics in Hindi – Full Song Lyrics (सिया तुम कहाँ हो)
हार थके नैना मेरे, ढूंढे तुम्हें,
मेरी सिया।
वन में हैं भटके,
तेरे लिए प्राणप्रिया, प्राणप्रिया।
जाने क्या विधाता ने रचना रची,
रोए जग के है पालनहार।
सिया, तुम कहाँ हो?
बस इतना बता दो,
मेरे स्वर से अपना स्वर तुम मिला दो।
आ... हाँ.. आ...
मेरी व्यथा कोई ना जाने,
हृदय है व्याकुल इस वाटिका में।
ओ, मेरी व्यथा कोई ना जाने,
हृदय है व्याकुल इस वाटिका में।
जिस क्षण मेरे राम थे छूटे,
उसी क्षण बनी थी मैं
उस विपदा में।
जाने क्या विधाता ने रचना रची,
जाने क्या विधाता ने रचना रची।
रोए दोनों के नैना अपार।
रघुवर, कहाँ हो?
बस इतना बता दो,
मेरे स्वर से अपना स्वर तुम मिला दो।
सिया, तुम कहाँ हो?
बस इतना बता दो,
मेरे स्वर से अपना स्वर तुम मिला दो।
सिया, तुम कहाँ हो?
बस इतना बता दो,
मेरे स्वर से अपना स्वर तुम मिला दो।
गीतकार: जयदेव जोंवाल
Siya Tum Kahan Ho Lyrics in English Letters (Romanized)
Haar Thake Naina Mere, Dhoondhe Tumhein,
Meri Siya.
Van Mein Hain Bhatke,
Tere Liye Praanpriya, Praanpriya.
Jaane Kya Vidhaata Ne Rachna Rachi,
Roye Jag Ke Hai Paalanhaar.
Siya, Tum Kahaan Ho?
Bas Itna Bata Do,
Mere Swar Se Apna Swar Tum Mila Do.
Aa... Haan.. Aa...
Meri Vyatha Koi Na Jaane,
Hriday Hai Vyaakul Is Vaatika Mein.
O, Meri Vyatha Koi Na Jaane,
Hriday Hai Vyaakul Is Vaatika Mein.
Jis Kshan Mere Ram The Chhoote,
Usi Kshan Bani Thi Main
Us Vipada Mein.
Jaane Kya Vidhaata Ne Rachna Rachi,
Jaane Kya Vidhaata Ne Rachna Rachi.
Roye Donon Ke Naina Apaar.
Raghuwar, Kahaan Ho?
Bas Itna Bata Do,
Mere Swar Se Apna Swar Tum Mila Do.
Siya, Tum Kahaan Ho?
Bas Itna Bata Do,
Mere Swar Se Apna Swar Tum Mila Do.
Siya, Tum Kahaan Ho?
Bas Itna Bata Do,
Mere Swar Se Apna Swar Tum Mila Do.
Written by: Jaidev Jonwal
🔗 Share/शेयर करें:
Videos
Song Details
| Song | Siya Tum Kahan Ho |
|---|---|
| Singer | Shahid Mallya , Vaishali Samant |
| Lyricist | Jaidev Jonwal |
| Composer | Ashish Donald , Dev Chauhaan |
| Music Label | Divo Music Hindi |
| YouTube Video | Watch on YouTube |
Frequently Asked Questions
Who sang the song "Siya Tum Kahan Ho"?
The song was sung by Shahid Mallya and Vaishali Samant.
Who wrote the lyrics of "Siya Tum Kahan Ho"?
The lyrics were written by Jaidev Jonwal.
Who composed the music for "Siya Tum Kahan Ho"?
The music was composed by Ashish Donald and Dev Chauhaan.
Which music label released "Siya Tum Kahan Ho"?
The song was released under the music label "Divo Music Hindi".