Vaada Hai Lyrics - A sweet and heartfelt promise of love from O'Romeo. Beautifully sung by Ananya Wadkar. Gulzar's words create a timeless romantic vibe.
Vaada Hai Lyrics in English Letters (Romanized)
Ho, Jaane Na Tu Janam,
Saccha-Saccha Vaada Hai (Vaada Hai)
Ho, Tere Liye Jeena
Apna Iraada Hai (Iraada Hai)
Vaada Hai Humdum, Vaada Hai, Vaada Hai
Vaada Hai Humdum, Vaada Hai, Vaada Hai
Vaada.., Ho..O.. Vaada..
Ho, Jaane Na Tu Janam,
Saccha-Saccha Vaada Hai
Ho, Tere Liye Jeena
Apna Iraada Hai
Vaada Hai Humdum, Vaada Hai, Vaada Hai
Vaada Hai Humdum,
Vaada Hai, Vaada Hai, Vaada..
Vaada Hai Humdum, Vaada Hai, Vaada Hai
Vaada Hai Humdum,
Vaada Hai, Vaada Hai, Vaada..
Ghar Ki Bijli Chali Jaayegi To
Tujhko Andheron Mein Choom Lenge
Meri Aankhon Se Ojhal Hua To
Tera Saaya Pakad Ke Chalenge.. (Vaada)
Ghar Ki Bijli Chali Jaayegi To
Tujhko Andheron Mein Choom Lenge
Meri Aankhon Se Ojhal Hua To
Tera Saaya Pakad Ke Chalenge...
Ho, Zindagi To Hai Kuch
Zindagi Se Zyada Hai
Ho, Tere Liye Jeena
Apna Iraada Hai
Vaada Hai Humdum, Vaada Hai, Vaada Hai
Vaada Hai Humdum,
Vaada Hai, Vaada Hai, Vaada..
Vaada Hai Humdum, Vaada Hai, Vaada Hai
Vaada Hai Humdum,
Vaada Hai, Vaada Hai, Vaada..
Teri Yaadein Jama Karke Din-Bhar
Taash Khelenge Tanhaiyon Se
Jab Koi Bhi Na Hoga Gali Mein
Main Pukaarun Tujhe Khidkiyon Se..
Teri Yaadein Jama Karke Din Bhar
Taash Khelenge Tanhaiyon Se
Jab Koi Bhi Na Hoga Gali Mein
Main Pukaarun Tujhe Khidkiyon Se..
Ho, Aankhen Daasiyan Hai,
Tu Shehzada Hai
Ho, Tere Liye Jeena
Apna Iraada Hai
Vaada Hai Humdum, Vaada Hai, Vaada Hai
Vaada Hai Humdum,
Vaada Hai, Vaada Hai, Vaada..
Vaada Hai Humdum, Vaada Hai, Vaada Hai
Vaada Hai Humdum,
Vaada Hai, Vaada Hai, Vaada...!
Written by: Gulzar
🔗 Share/शेयर करें:
Videos
#YTVideoIDAudio
Song Details
| Song | Vaada Hai |
|---|---|
| Album | O'Romeo |
| Singer | Ananya Wadkar |
| Lyricist | Gulzar |
| Composer | Vishal Bhardwaj |
| Music Label | T-Series |
| YouTube Video | Watch on YouTube |
Frequently Asked Questions
Who sang the song "Vaada Hai"?
The song was sung by Ananya Wadkar.
Who wrote the lyrics of "Vaada Hai"?
The lyrics were written by Gulzar.
Who composed the music for "Vaada Hai"?
The music was composed by Vishal Bhardwaj.
Which album is "Vaada Hai" from?
The song is from the album "O'Romeo".
Which music label released "Vaada Hai"?
The song was released under the music label "T-Series".